SEARCH RESULTS
Showing search results for "izhaar-e-shukriya"
Ghazal MATCHES FOR "izhaar-e-shukriya"
Ghazal
us shoKH kaa dil khii.nchne 'az.har' ise bhejo
kuchh kaam me.n to ye dil-e-betaab bhii aa.e
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
ham se kartaa na talab kam se kam iz.haar-e-KHushii
is tarah aur bhii jiinaa hame.n dushvaar kiyaa
Azhar Nadvi
Ghazal
rakhte hai.n ham bhii jur.at-e-iz.haar-e-zindagii
mahruumiyo.n kaa KHauf agar Tal ke dekh le
Azhar Javed
Ghazal
Azhar Naqvi
Ghazal
Azhar Naqvi
Ghazal
ye raqs-e-balaa saaz-e-junuu.n-KHez pe 'az.har'
ye mahfil-e-ha.ngaama-e-vahshat hai sahar tak
Azhar Naqvi
Ghazal
Azhar Naqvi
Ghazal
vo bhii din aa.e ki dahliiz pe aa kar 'az.har'
paa.nv rukte hai.n mire terii ijaazat ke liye
Azhar Nawaz
Ghazal
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
nazar kii zad me.n na.e phuul aa ga.e 'az.har'
ga.ii ruto.n kaa bhalaa intizaar kyaa karte
Azhar Iqbal
Ghazal
yahii usuul hai islaah-e-haal kaa 'az.har'
ki pur-KHuluus ho.n ham KHaamiyaa.n ginaate hu.e
Azhar Inayati
Ghazal
iKHlaas kaa muzaahira karne jo aa.e the
'az.har' tamaam zehn me.n kaa.nTe chubho ga.e
Azhar Inayati
Ghazal
tumhaaraa shahr-e-nigaaraa.n to KHuub hai 'az.har'
bachaa ke laa.e hai.n dil aarzuu ke ghere se
Azhar Nawaz
Ghazal
sitam-zariifii-e-fitrat to dekhiye 'az.har'
shabaab aayaa Gazal par to umr Dhalne lagii
Azhar Inayati
Ghazal
kuchh din se be-dimaaGi-e-'az.har' hai rang par
bastii me.n us ko 'miir' banaa.e hu.e hai.n log
Azhar Inayati
Ghazal
gulaab TuuT ke bikhraa thaa kal jahaa.n 'az.har'
usii maqaam pe KHushbuu mujhe nazar aa.ii