SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa.n-ba-lab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jaa.n-ba-lab"
Ghazal
auro.n me.n KHud ko jaan-ba-lab Dhuu.nDte rahe
Gairo.n me.n apnaa naam-o-nasab Dhuu.nDte rahe
Sohan Rahi
Ghazal
jaa.n-ba-lab vaise hii the aur hame.n maar chalaa
dhuup ke saath kahaa.n saaya-e-diivaar chalaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ab ijaazat de ki mai.n huu.n jaa.n-ba-lab ai zindagii
maut aatii hai bas ab hadd-e-adab ai zindagii
Sabihuddin Shoaiby
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jaa.n-ba-lab"
Sher
jaa.n-ba-lab dam bhar kaa huu.n mehmaan-e-yaar
ek bosa merii mehmaanii karo
Maatam Fazl Mohammad
Nazm
sud-o-ziyan
zindagii ke dard-o-Gam se jaa.n-ba-lab
aa.nsuu.o.n ko pii rahaa huu.n roz-o-shab
Sohan Rahi
Nazm
shab-e-hijr koi kahan gaya
tujhe yaad hai sabhii jaa.n-ba-lab tire raasto.n me.n kha.De rahe
ki dam-e-vidaa.a tujhe dekh le.n
Mumtaz Kanwal
Ghazal
jaa.n-ba-lab hasrat-o-armaan pe ronaa aayaa
mehrbaa.n aap ke ehsaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
Meer Taqi Meer
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
mai.n jaa.n-ba-lab huu.n ai taqdiir tere haatho.n se
ki tere aage mirii kuchh na chal sakii tadbiir
Shaikh Zahuruddin Hatim
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Sher
jaa.n-ba-lab thaa to ayaadat ko bhii aa jaate the
mai.n to lo aur buraa ho gayaa achchhaa ho kar