SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa.n-ba-lab"
Ghazal MATCHES FOR "jaa.n-ba-lab"
Ghazal
auro.n me.n KHud ko jaan-ba-lab Dhuu.nDte rahe
Gairo.n me.n apnaa naam-o-nasab Dhuu.nDte rahe
Sohan Rahi
Ghazal
jaa.n-ba-lab vaise hii the aur hame.n maar chalaa
dhuup ke saath kahaa.n saaya-e-diivaar chalaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ab ijaazat de ki mai.n huu.n jaa.n-ba-lab ai zindagii
maut aatii hai bas ab hadd-e-adab ai zindagii
Sabihuddin Shoaiby
Ghazal
jaa.n-ba-lab hasrat-o-armaan pe ronaa aayaa
mehrbaa.n aap ke ehsaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
majnuu.n hai jaa.n-ba-lab faqat chehra hii dekh kar
palluu sarak gayaa hai zaraa haal dekhnaa
Shamsa Najm
Ghazal
yuu.n lagaa rakhii hai dil se zindagii kii aarzuu
jaise tifl-e-jaa.n-ba-lab mazduur kii aaGosh me.n
Abdur Rauf Shahid Ansari
Ghazal
Afeef Siraj
Ghazal
paaniyo.n ne bil-aaKHir resha resha kar Daalaa
aks-reziyaa.n kab tak karte jaa.n-ba-lab chehre
Parwez Rahmani
Ghazal
pahu.nchaa hai masiihaa.ii ko is rah se guzar kar
is rah ko magar jaan-ba-lab chho.D gayaa hai
Idris Azad
Ghazal
sun le faryaad-e-'aziiz' jaa.n-ba-lab
rabb-e-innii mustaGiiso fal-faqra
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
jaa.n-ba-lab hai.n jo KHizaa.n me.n ashjaar
zard patto.n kii havaa kiijiyegaa