SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa.n-ba-lab"
Nazm MATCHES FOR "jaa.n-ba-lab"
Nazm
sud-o-ziyan
zindagii ke dard-o-Gam se jaa.n-ba-lab
aa.nsuu.o.n ko pii rahaa huu.n roz-o-shab
Sohan Rahi
Nazm
shab-e-hijr koi kahan gaya
tujhe yaad hai sabhii jaa.n-ba-lab tire raasto.n me.n kha.De rahe
ki dam-e-vidaa.a tujhe dekh le.n
Mumtaz Kanwal
Nazm
KHabar mafqud hai lekin
mu.ayyan hausle sanduuqcho.n me.n jaa.n-ba-lab hai.n
aur tavaanaa baazu.o.n me.n
Farrukh Yar
Nazm
badalte namon ki dastanen
qaran qaran jaa.n-ba-lab rahe hai.n
phir ab to ye ahd kar liyaa hai
Shahzad Ahmad
Nazm
tah-e-nujum
udaas aa.nkho.n me.n KHaamosh iltijaa.e.n hai.n
dil-e-hazii.n me.n ka.ii jaa.n-ba-lab du'aa.e.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muazziz shair ki kaenat
jaise diye kii jaa.n-ba-lab lau
a.ndhero.n ko shikast dene ke baa'd bujhne lagtii hai
Rafiullah Mian
Nazm
shyam ki yaad
naam-levaa tire duniyaa se miTe jaate hai.n
jaa.n-ba-lab hai.n tirii aa.nkho.n ke sitaare mohan
Aaftab Rais Panipati
Nazm
rihai ki be-sud KHwahish
magar ek be-naam bastii
muhiib aur pur-shor sannaaTo.n se jaa.n-ba-lab hai
Najma Mahmood
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
jaa.n-ba-lab hai sitam-iijaad ke haatho.n se vatan
kaun kahtaa hai mire hind kaa haal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
apne bhuuke jaa.n-ba-lab bangaal kii mujh ko qasam
haakimo.n ke dast-parvar kaal kii mujh ko qasam