SEARCH RESULTS
Showing search results for "jab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jab"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "jab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jab"
Ghazal
jab hu.aa zikr zamaane me.n mohabbat kaa 'shakiil'
mujh ko apne dil-e-naakaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
us ko na paa sake the jab dil kaa 'ajiib haal thaa
ab jo palaT ke dekhiye baat thii kuchh muhaal bhii
Parveen Shakir
Nazm
saza
tum mujh ko jaan kar hii pa.Dii ho azaab me.n
aur is tarah KHud apnii sazaa ban gayaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai








