SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalsa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jalsa"
Ghazal
suufiyo.n ke jo na thaa laa.eq-e-sohbat to mujhe
qaabil-e-jalsa-e-rindaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Hindi Ghazal
Dushyant Kumar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jalsa"
Ghazal
jahaa.n pe manzar-e-jalva thaa sirf vahm o gumaa.n
vahii.n pe jalsa-e-zohra-jamaal hone lagaa
Bekal Utsahi
Ghazal
Farhat Ehsas
Mazahiya
stage par jo ho ga.e ab jalva-gar asad
ustaad 'zauq' jalne lage az-rah-e-hasad
Dilawar Figar
Ghazal
ye kyaa ki dafn ho ga.e chup-chaap qabr me.n
marne ke baa'd maut kaa jalsa ko.ii to ho
Khaleel Mamoon
Sher
ho chukaa aish kaa jalsa to mujhe KHat bhejaa
aap kii tarah se mehmaan bulaa.e ko.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
pa.De rahte ho pahro.n hii mu.nh lapeTe
vo jalsa kahaa.n hai vo sohbat kahaa.n hai
Nizam Rampuri
Ghazal
pilaa de aaj ki marte hai.n rind ai saaqii
zaruur kyaa ki ye jalsa ho hauz-e-kausar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
kis ko nasiib hote hai.n phir jalsa-haa-e-mai
jiitaa hai kaun dekhiye aglii bahaar tak
Mela Ram Wafa
Mazahiya
ik KHabar ham ne pa.Dhii thii kal kisii aKHbaar me.n
ahmaqo.n kaa ek jalsa thaa kahii.n baazaar me.n
Dilawar Figar
Sher
Nafas Ambalvi
Nazm
intiKHabaat
jalsa-gaaho.n me.n maah-paaro.n me.n
ittifaaqaat hone vaale hai.n
