SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazbaat-e-aazaadii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jazbaat-e-aazaadii"
Ghazal
is tarah jazbaat-e-aazaadii bahal jaa.e.nge kyaa
ban rahaa hai kyuu.n qafas me.n aashiyaa.n mere liye
Bismil Saeedi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
shaaKH-e-jazbaat pe naGmaat kaa manzar KHaamosh
Gam kii aaGosh me.n armaa.n kaa kabuutar KHaamosh
Aulad-e-Rasool Qudsi
MORE MATCHES FOR "jazbaat-e-aazaadii"
Sher
kyaa karishma hai mire jazba-e-aazaadii kaa
thii jo diivaar kabhii ab hai vo dar kii suurat
Akhtar Ansari Akbarabadi
Sher
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
pahla jashn-e-azadi
Gulaamii KHaak-basar hai huzuur-e-aazaadii
har ek qasr hai ik baam-e-tuur-e-aazaadii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bahadur-shah-zafar ki yaad mein
mire chaman me.n uruus-e-bahaar-e-aazaadii
tire mazaar pe aa.nsuu bahaa ke aa.ii hai
Ravish Siddiqi
Nazm
yaum-e-azadi
suno buland hu.ii phir azaan-e-aazaadii
sar-e-niyaaz hai aur aastaan-e-aazaadii
Siraj Lakhnavi
Ghazal
raushnii pahle bhii hotii thii magar 'sultaan-rashk'
aaftaab-e-subah-e-aazaadii kaa manzar aur hai
Sultan Rashk
Nazm
watan aazad karne ke liye
jhuum kar uTTho vatan aazaad karne ke liye
mastii-e-sahbaa-e-aazaadii se lahraate chalo
Altaf Mashhadi
Ghazal
allah allah vahdat-e-jazbaat-o-kaifiyyaat-e-ishq
ek suurat me.n hu.aa anjaam bhii aaGaaz bhii