SEARCH RESULTS
Showing search results for "jeans"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jeans"
MORE MATCHES FOR "jeans"
Nazm
ai mere sare logo
na.ara-e-hubb-e-vatan maal-e-tijaarat kii tarah
jins-e-arzaa.n kii tarah diin-e-KHudaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dekho ab bhii jins-e-vafaa naayaab nahii.n
apnii jaan pe khelne vaale ab bhii hai.n
Zehra Nigaah
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naala.nda tire uud kaa har taar azal se
tuu jins-e-mohabbat kaa KHariidaar azal se
Allama Iqbal
Ghazal
mushtarii dil kaa ye kah kah ke banaayaa un ko
chiiz anokhii hai na.ii jins hai maal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Nazm
fankar
jo tirii zaat se mansuub the un giito.n ko
muflisii jins banaane pe utar aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jins-e-naayaab-e-mohabbat kii KHudaa KHair kare
bul-havas us ke KHariidaar nazar aate hai.n