SEARCH RESULTS
Showing search results for "jeans"
Ghazal MATCHES FOR "jeans"
Ghazal
jis bakse me.n tere suiT rakhe hai.n naa
us me.n merii jeans bhii rakkhii hu.ii hai dost
Naeem Sarmad
Ghazal
paa.e.nche jeans ke TaKHno.n se bahut uupar the
mai.n surayyaa ko surayyaa kaa miyaa.n samjhaa thaa
Khalid Irfan
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
vo lag rahii thii na.e ghaaghre me.n desii girl
puraanii jeans pahan kar farang hone lagii
Tanveer Ghazi
Ghazal
ho.n jeans yaa hijaab me.n vaaqif jahaa.n se hai.n
be-KHauf haq kii baat kare.n pyaarii la.Dkiyaa.n
Shaista Mehjabeen
Ghazal
dekho ab bhii jins-e-vafaa naayaab nahii.n
apnii jaan pe khelne vaale ab bhii hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
mushtarii dil kaa ye kah kah ke banaayaa un ko
chiiz anokhii hai na.ii jins hai maal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
jins-e-naayaab-e-mohabbat kii KHudaa KHair kare
bul-havas us ke KHariidaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
'suruur' jins-e-vafaa bechte nahii.n phirte
jigar ke daaG dikhaanaa to sab ko aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
nahii.n hai jins-e-vafaa kii tumhe.n jo qadr na ho
bane.nge kitne KHariidaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
kashkol-e-chashm le ke phiro tum na dar-ba-dar
'manzuur' qaht-e-jins-e-vafaa kaa ye saal hai