SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaakul-e-purpech"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaakul-e-purpech"
Ghazal
us gul-badan ke kaakul-e-pur-pech kaa KHayaal
zunnaar mujh gale kaa hu.aa haar kii qasam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kaakul-e-purpech se haasil hu.aa ye muu-ba-muu
haath ko jo khii.nch legaa paa.nv ko phailaa.egaa
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
kyaa KHuub hai andaaz-e-nasiim-e-saharii aaj
vo kaakul-e-pur-pech sa.nvar jaa.e to jaanuu.n
Zaheer Hasnain
Ghazal
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "kaakul-e-purpech"
Ghazal
taab-e-kamand-e-kaakul-e-KHam-daar hoshiyaar
khul kar na har kisii pe 'inaayaat chaahiye
Jafar Tahir
Ghazal
kahaa.n hai aariz KHurshiid-e-niim-roze ki umr
miyaan-e-kaakul-e-shab-haa-e-taar guzrii hai
Syed Hamid
Ghazal
hai Galat da.avaa-e-mashshaatgii-e-kaakul-e-dahr
gesuu-e-ziist pareshaan yahaa.n aaj bhii hai
Pasha Rahman
Ghazal
kaakul-o-chashm-o-lab-o-ruKHsaar kii baate.n karo
zulmat-e-dauraa.n me.n husn-e-yaar kii baate.n karo
imtiyaz Khan
Ghazal
daamaan-e-buu-e-kaakul-e-shab rang chho.D de
yaa rab kabhii ye zulm na baad-e-sabaa kare
Josh Malihabadi
Ghazal
fursat-e-tazkira-e-kaakul-o-ruKHsaar kahaa.n
jauharii daur me.n insaa.n hai Gazal kyaa kahiye
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
mizaaj dair-o-haram kal bataa.uu.ngaa tum ko
misaal-e-gesu-e-pur-pech aaj barham hai
Mahir Aarwi
Ghazal
kaakul-e-saaqii-e-kausar kaa tasavvur ban kar
qabr par aa.ii hai rahmat kii ghaTaa mere ba.ad
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
allaah kyaa hai tiira-o-taariik merii qabr
zulmat hai naam kaakul-e-sham-e-mazaar kaa