SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaamyaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaamyaab"
Ghazal
jise kahtii hai duniyaa kaamyaabii vaa.e naa-daanii
use kin qiimato.n par kaamyaab insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bashir Badr
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaamyaab"
Ghazal
Shad Azimabadi
Sher
vo jis ko mai.n samajhtaa rahaa kaamyaab din
vo din thaa merii umr kaa sab se KHaraab din
Muneer Niyazi
Geet
vo KHush-nasiib hai jis ko tuu intiKHaab kare
KHudaa hamaarii mohabbat ko kaamyaab kare
Sahir Ludhianvi
Ghazal
us kaa qusuur ye thaa bahut sochtaa thaa vo
vo kaamyaab ho ke bhii naakaam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
use pataa hii nahii.n hai ki pyaar kii baazii
jo haar jaa.e vahii kaamyaab hotaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
bahut qariib na aa.o yaqii.n nahii.n hogaa
ye aarzuu bhii agar kaamyaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
husn-e-suurat kii tarah husn-e-suKHan hai kam-yaab
ek hotii hai hazaaro.n me.n tabii'at achchhii
Riyaz Khairabadi
Sher
sunaa rahaa huu.n unhe.n jhuuT-muuT ik qissa
ki ek shaKHs mohabbat me.n kaamyaab rahaa
Khalil Ur Rahman Azmi
Ghazal
jigar ke Tuk.De hu.e jal ke dil kabaab hu.aa
ye ishq jaan ko mere ko.ii azaab hu.aa














