SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaamyaab"
Nazm MATCHES FOR "kaamyaab"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
kahtaa hai zamaana jis ko KHushii aatii hai nazar kamyaab hame.n
Akhtar Shirani
Nazm
ek dua
ab aur kyaa tiraa biimaar baap degaa tujhe
bas ik du.aa ki KHudaa tujh ko kaamyaab kare
Kaifi Azmi
Nazm
inqalab
KHudaa ne chaahaa to ab jald hii vatan vaale
vatan me.n apnaa mission kaamyaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
main nahin to kya
vahii shafaq hai vahii zau hai mai.n nahii.n to kyaa
mire baGair bhii tum kaamyaab-e-ishrat thii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tarbiyat
ahl-e-daanish 'aam hai.n kamyaab hai.n ahl-e-nazar
kyaa ta'ajjub hai ki KHaalii rah gayaa teraa ayaaG
Allama Iqbal
Nazm
main teacher kyon hun
agar mai.n ye sab kuchh kar sakii to
kaamyaab hai meraa maqsad
Gul Gulshan
Nazm
numaish-e-aligarh
kabhii ik nazar naujavaano.n kii jaanib
tamaashaa Garaz kaamyaab aa rahaa thaa
Shakeel Badayuni
Nazm
khilta hua gulab hai 26 january
aazaadii-e-vatan kii KHushii auj par hai aaj
raushan hai kaamyaab hai chhabbiis january
Shaukat Pardesi
Nazm
aadmi
kulbulaatii bastiyaa.n mushkil se do-chaar aadmii
kitnaa kamyaab aadmii hai kitnaa bisyaar aadmii
Syed Zameer Jafri
Nazm
jang na hone denge
kaamyaab ho un kii chaale.n Dhang na hone de.nge
jang na hone de.nge
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
gul-posh makaa.n aur gul-andaam makii.n bhii
kamyaab nahii.n husn zamaane me.n kahii.n bhii
Arsh Malsiyani
Nazm
imtihan se pahle
pa.Dh rahaa huu.n kitaab mehnat se
huu.ngaa mai.n kaamyaab mehnat se
Shaukat Pardesi
Nazm
pahla jashn-e-azadi
vo jis kii taab-o-tavaanaa.ii kaa javaab nahii.n
abhii vo sa.i-e-junuu.n-KHez kaamyaab nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chacha nehru ka paigham
kaamyaabii kii shaah-raaho.n me.n
maadar-e-hind kii nigaaho.n me.n
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
dukhon ki apni ek tafsir hoti hai
numuud-e-gauhar-e-kamyaab kii saa.at me.n
KHaalii siipiyo.n kaa Dher be-ma.anii nahii.n hotaa