SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaasa-e-faGfuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaasa-e-faGfuur"
Ghazal
vo kahaa.n taaj kahaa.n taKHt kahaa.n maal o manaal
qaabil ab bhiik ke bhii kaasa-e-faGfuur nahii.n
Mirza Raza Barq
Ghazal
agar us zulf-mushk-aamez se.n chiinii me.n baal aave
ajab ne.n itr-e-ambar kaasa-e-faGfuur se.n Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaasa-e-faGfuur"
Ghazal
vaa.n us ne jaam-e-mai diye Gairo.n ko aur yaa.n
chhalkaa kiyaa hai kaasa-e-chashm-e-pur-aab-e-shab
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
majlis-e-husn me.n pahu.nche jo ko.ii to dekhe
kaasa-e-baada-e-gul-rang dharaa hotaa hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
baiThaa ho jahaa.n paas sulaimaan ke aasif
vaa.n kyuu.n na jhukii qaisar o faGfuur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Sher
likh kar muqatta.aat me.n dii.n un ko arziyaa.n
jo daa.ere the kaasa-e-dast-e-gadaa hu.e
Habeeb Moosavi
Sher
vo savaal-e-lutf par patthar na barsaa.e.n to kyuu.n
un ko parvaa-e-shikast-e-kaasa-e-saa.il nahii.n
Saghar Nizami
Ghazal
taraashtaa hai jigar vo bhii aabgiino.n se
KHazaf ko kaasa-e-arz-e-hunar banaataa hai