SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-nazar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kam-nazar"
Ghazal
aate hai.n jitne kaam 'nazar' dost aaj-kal
itnaa to dushmano.n kaa bhalaa kar chuke hai.n ham
Nazar Dwivedi
Ghazal
na imtiyaaz rahaa kam-nazar zamaane ko
dikhaa.ii dete hai.n sab aib bhii hunar kii tarah
Nazar Jalanvi
MORE MATCHES FOR "kam-nazar"
Sher
itnaa bhii naa-umiid dil-e-kam-nazar na ho
mumkin nahii.n ki shaam-e-alam kii sahar na ho
Naresh Kumar Shad
Ghazal
har nafas shaahid-e-dushvaarii-e-ulfat hai 'nazar'
saKHt mushkil thaa vahii kaam jo aasaa.n samjhaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Sher
Unknown
Sher
kuchh aise kam-nazar bhii musaafir hame.n mile
jo saaya Dhuu.nDte hai.n shajar kaaTne ke ba.ad
zafar iqbal zafar
Ghazal
Dar mujhe bhii lagtaa hai kam-nazar zamaane se
kyaa karuu.n na maane jab dil miraa manaane se
Tashna Azmi
Ghazal
Dr. Jafar Askari
Ghazal
bayaan-e-shauq pe maa.il vo kam-nazar ho.nge
jo zabt-e-shauq kii lazzat se be-KHabar ho.nge
Makhmoor Saeedi
Ghazal
be-tah mirii nazar hai ki KHud kam-nazar huu.n mai.n
az-bas isii KHayaal se zer-o-zabar huu.n mai.n