SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-nazar"
Sher MATCHES FOR "kam-nazar"
Sher
itnaa bhii naa-umiid dil-e-kam-nazar na ho
mumkin nahii.n ki shaam-e-alam kii sahar na ho
Naresh Kumar Shad
Sher
Unknown
Sher
kuchh aise kam-nazar bhii musaafir hame.n mile
jo saaya Dhuu.nDte hai.n shajar kaaTne ke ba.ad
zafar iqbal zafar
Sher
yaar ke aage pa.Dhaa ye reKHta jaa kar 'naziir'
sun ke bolaa vaah-vaah achchhaa kahaa achchhaa kahaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
us ke siyaah nain kii jaa kar nazar utaar
maare hasad ke chuur hu.ii.n surma-daaniyaa.n
Kazim Rizvi
Sher
vo aap se ruuThaa nahii.n man.ne kaa 'naziir' aah
kyaa dekhe hai chal paa.nv pa.D aur us ko manaa laa
Nazeer Akbarabadi
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
kal 'naziir' us ne jo puuchhaa ba-zabaan-e-punjab
neh vich me.nDii a kii haal-e-tusaadaa ve miyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Nushur Wahidi
Sher
jo kam-nigaah the vahii ahl-e-nazar bane
ham ko hamaare diida-e-biinaa se kyaa milaa
Mubarak Mungeri
Sher
adaa-e-husn kii ma.asuumiyat ko kam kar de
gunaahgaar-e-nazar ko hijaab aataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
mere dil me.n mirii aa.nkho.n me.n nazar me.n rahiye
kam se kam aap kisii ek to ghar me.n rahiye