SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-nazar"
Ghazal MATCHES FOR "kam-nazar"
Ghazal
aate hai.n jitne kaam 'nazar' dost aaj-kal
itnaa to dushmano.n kaa bhalaa kar chuke hai.n ham
Nazar Dwivedi
Ghazal
na imtiyaaz rahaa kam-nazar zamaane ko
dikhaa.ii dete hai.n sab aib bhii hunar kii tarah
Nazar Jalanvi
Ghazal
kudaal pahlii chalaa kar rivaayato.n pe 'nazar'
kiyaa vo kaam ki duniyaa misaal detii hai
Jamil Nazar
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
har nafas shaahid-e-dushvaarii-e-ulfat hai 'nazar'
saKHt mushkil thaa vahii kaam jo aasaa.n samjhaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Dar mujhe bhii lagtaa hai kam-nazar zamaane se
kyaa karuu.n na maane jab dil miraa manaane se
Tashna Azmi
Ghazal
Dr. Jafar Askari
Ghazal
bayaan-e-shauq pe maa.il vo kam-nazar ho.nge
jo zabt-e-shauq kii lazzat se be-KHabar ho.nge
Makhmoor Saeedi
Ghazal
be-tah mirii nazar hai ki KHud kam-nazar huu.n mai.n
az-bas isii KHayaal se zer-o-zabar huu.n mai.n
Amjed Ashraf Malla
Ghazal
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Ghazal
shaayaan-e-zindagii na the ham mo'atabar na the
haa.n kam-nazar the itne magar kam-nazar na the
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
hazaar diida-varo.n ke charaaG-e-diida-varii
bujhaa ga.ii nigah-e-shaKHs-e-kam-nazar tanhaa