SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashaakash-e-dair-o-haram"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kashaakash-e-dair-o-haram"
Ghazal
allaah re kashaakash-e-dair-o-haram ki mai.n
zaalim hazaar haath se daaman-dariida huu.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
allaah-rii kashaakash-e-dair-o-haram ki 'yaas'
hairat ke maare biich doraahe pe ga.D gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
PAGE MATCHES FOR "kashaakash-e-dair-o-haram"
MORE MATCHES FOR "kashaakash-e-dair-o-haram"
Ghazal
havaa-e-dair-o-haram se bachaanaa pa.Dtaa hai
KHudaa ko siine ke andar chhupaanaa pa.Dtaa hai
Ameer Imam
Ghazal
jab ham huduud-e-dair-o-haram se guzar ga.e
har samt un kaa jalva 'ayaa.n thaa jidhar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Sher
bhaTke phire do amla-e-dair-o-haram me.n ham
is samt kufr us taraf islaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
muriid-e-dair-o-haram kam-se-kam ye kaam kare.n
hadiis-e-dard-e-mohabbat kaa zauq aam kare.n
Ameen Salaunvi
Sher
garmii-e-dair-o-haram se na miTii dil kii tapish
kar liyaa soz-e-jigar se hii sharaara paidaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Sher
ai dair-o-haram vaalo tum dil kii taraf dekho
ka.abe kaa ye ka.aba hai but-KHaane kaa but-KHaana


