SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashmakash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kashmakash"
Ghazal
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Sher
ta.ng aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
soz-e-Gam de ke mujhe us ne ye irshaad kiyaa
jaa tujhe kashmakash-e-dahr se aazaad kiyaa
Josh Malihabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kashmakash"
Nazm
saqi-nama
azal se hai ye kashmakash me.n asiir
hu.ii KHaak-e-aadam me.n suurat-paziir
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
jis me.n na ho inqalaab maut hai vo zindagii
ruuh-e-umam kii hayaat kashmakash-e-inqilaab
Allama Iqbal
Nazm
nazm
phir us ke baa'd meraa nashsha-e-sukuut gayaa
mai.n kashmakash me.n thii tum mere kaun lagte ho
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
adab hai aur yahii kashmakash to kyaa kiije
hayaa hai aur yahii guu-maguu to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Thukraa diye hai.n aql o KHirad ke sanam-kade
ghabraa chuke the kashmakash-e-imtihaa.n se ham