SEARCH RESULTS
Showing search results for "kast"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kast"
Nazm
kisan
ye samaa.n aur ik qavii insaan ya.anii kaast-kaar
irtiqaa kaa peshvaa tahziib kaa parvardigaar
Josh Malihabadi
Ghazal
qaa.ede kyaa hame.n ma.aluum nahii.n ulfat ke
be-kam-o-kaast magar un ko pa.Dhaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
PAGE MATCHES FOR "kast"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kast"
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qais zahmat-kash-e-tanhaa.i-e-sahraa na rahe
shahr kii khaa.e havaa baadiya-paimaa na rahe
Allama Iqbal
Ghazal
hai maujzan ik qulzum-e-KHuu.n kaash yahii ho
aataa hai abhii dekhiye kyaa kyaa mire aage
Mirza Ghalib
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n


