SEARCH RESULTS
Showing search results for "khii.nchii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khii.nchii"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
azaab jin kaa tabassum savaab jin kii nigaah
khi.nchii hu.ii hai.n pas-e-jaa.n ye suurate.n kaisii
Obaidullah Aleem
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "khii.nchii"
MORE MATCHES FOR "khii.nchii"
Ghazal
aur ek din khi.nchii hu.ii lakiir miT ga.ii
gumaa.n yaqii.n banaa yaqii.n gumaan ban gayaa
Umair Najmi
Sher
Bahadur Shah Zafar
Nazm
mujassama
resha-e-sa.ng se khii.nchii hu.ii zulfe.n jaise
raaste siina-e-kohsaar pe bal khaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
miTaa sakegii use gard-e-maah-o-saal kahaa.n
khi.nchii hu.ii hai jo tasviir-e-yaar aa.nkho.n me.n
Parveen Shakir
Ghazal
is tarah khii.nchii hai mere gird diivaar-e-KHabar
saare dushman rauzano.n ko be-nazar us ne kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
is qadar khi.nchtii hai kyuu.n ai zulf-e-yaar
le ke dil itnii kajii achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
un ne to teG khii.nchii thii par jii chalaa ke 'miir'
ham ne bhii ek dam me.n tamaashaa dikhaa diyaa