SEARCH RESULTS
Showing search results for "khii.nchii"
Ghazal MATCHES FOR "khii.nchii"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
azaab jin kaa tabassum savaab jin kii nigaah
khi.nchii hu.ii hai.n pas-e-jaa.n ye suurate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
khi.nchii hu.ii hai mire aa.nsu.o.n me.n ik tasviir
'faraaz' dekh rahaa hai vo muskuraa ke mujhe
Ahmad Faraz
Ghazal
aur ek din khi.nchii hu.ii lakiir miT ga.ii
gumaa.n yaqii.n banaa yaqii.n gumaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
miTaa sakegii use gard-e-maah-o-saal kahaa.n
khi.nchii hu.ii hai jo tasviir-e-yaar aa.nkho.n me.n
Parveen Shakir
Ghazal
is tarah khii.nchii hai mere gird diivaar-e-KHabar
saare dushman rauzano.n ko be-nazar us ne kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
is qadar khi.nchtii hai kyuu.n ai zulf-e-yaar
le ke dil itnii kajii achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
un ne to teG khii.nchii thii par jii chalaa ke 'miir'
ham ne bhii ek dam me.n tamaashaa dikhaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
hayaa ne rok liyaa jazb-e-dil ne khii.nch liyaa
chale vo tiir kii suurat khi.nchii kamaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tasviir hai khi.nchii hu.ii naaz-o-niyaaz kii
mai.n sar jhukaa.e aur vo KHanjar liye hu.e
Asghar Gondvi
Ghazal
jhalaktii hai khi.nchii shamshiir me.n na.ii duniyaa
hayaat o maut ke milte nahii.n hai.n aaj dimaaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Aks samastipuri
Ghazal
lagaa ke jaan kii baazii jise bachaayaa thaa
khi.nchii hu.ii hai usii kii kamaa.n hamaarii taraf