SEARCH RESULTS
Showing search results for "khoyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khoyaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khoyaa"
Sher
Muneer Niyazi
Sher
dekhte rah jaa.o ki hai.n un ko hu.aa kyaa ki inho.n ne miraa dil le ke mire haath se khoyaa
Muztar Khairabadi
Nazm
sab maya hai
sab maayaa hai, sab Dhaltii phirtii chhaayaa hai
is ishq me.n ham ne jo khoyaa jo paayaa hai
Ibn-e-Insha
Nazm
KHwabon ke byopari
aur bhuul ga.e pichhlii rut me.n
kyaa khoyaa thaa kyaa paayaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
din bhar to mai.n duniyaa ke dhando.n me.n khoyaa rahaa
jab diivaaro.n se dhuup Dhalii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
haalaat ke tilism ne pathraa diyaa magar
biite samo.n kii yaad me.n khoyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
itnaa khoyaa hu.aa rahtaa huu.n KHayaalo.n me.n tire
paas mere tiraa aanaa bhii buraa lagtaa hai
Shakeel Azmi
Sher
khoyaa hai kuchh zaruur jo us kii talaash me.n
har chiiz ko idhar se udhar kar rahe hai.n ham
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aa ki mai.n dekh luu.n khoyaa hu.aa chehra apnaa
mujh se chhup kar mirii tasviir banaane vaale

