SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuliye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khuliye"
Ghazal
baahar dhuup samundar surKH baguule bhii
andar har KHuliye me.n rut barfaanii hai
Ambar Bahraichi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khuliye"
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
jo tumhaarii hii samt khulte hai.n
band kar duu.n kuchh is tarah ki yahaa.n
Jaun Eliya
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
taa ki tujh par khule ejaaz-e-havaa-e-saiqal
dekh barsaat me.n sabz aa.ine kaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
khulte nahii.n hai.n roz dariiche bahaar ke
aatii hai jaan-e-man ye qayaamat kabhii kabhii

