SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuliye"
Ghazal MATCHES FOR "khuliye"
Ghazal
baahar dhuup samundar surKH baguule bhii
andar har KHuliye me.n rut barfaanii hai
Ambar Bahraichi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
taa ki tujh par khule ejaaz-e-havaa-e-saiqal
dekh barsaat me.n sabz aa.ine kaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
khulte nahii.n hai.n roz dariiche bahaar ke
aatii hai jaan-e-man ye qayaamat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
khulii chhato.n ke diye kab ke bujh ga.e hote
ko.ii to hai jo havaa.o.n ke par katartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
agarche be-KHudii-e-ishq ko zamaana hu.aa
'firaaq' kartii rahii kaam vo nazar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
muddato.n baa'd khulii vus.at-e-sahraa ham par
muddato.n baa'd hame.n KHaak u.Daanii aa.ii