SEARCH RESULTS
Showing search results for "khushka"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khushka"
Ghazal
galne kii daal yaa.n nahii.n bas KHushka khaa.iye
ai shaiKH saahab aap na sheKHii baghaariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
be-minnat-e-jahaan-e-tunuk-zarf agar mile
vallaah phir to charb hai KHushkaa pulaav par
Imdad Ali Bahr
Ghazal
tursh-go.ii chho.D de aur talKH-go.ii tark kar
aur khaanaa jo ki ho KHushkaa tarii so kar Gizaa
Abroo Shah Mubarak
MORE MATCHES FOR "khushka"
Nazm
saza
tum KHuun thuuktii ho ye sun kar KHushii hu.ii
is rang is adaa me.n bhii purkaar hii raho
Jaun Eliya
Sher
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
but sanam-KHaano.n me.n kahte hai.n musalmaan ga.e
hai KHushii un ko ki ka.abe ke nigahbaan ga.e
Allama Iqbal
Ghazal
kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii
us ne KHushbuu kii tarah merii paziiraa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa











