SEARCH RESULTS
Showing search results for "koh-e-giraa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "koh-e-giraa.n"
Ghazal
haqiir zarra bhii koh-e-giraa.n dikhaa.ii de
kabhii kabhii ye zamii.n aasmaa.n dikhaa.ii de
Naseem Muzaffarpuri
Sher
umr kaa koh-e-giraa.n aur shab-o-roz mire
ye vo patthar hai jo kaTtaa nahii.n aasaanii se
Sarvat Husain
Nazm
safar mudam safar
zamaane ke koh-e-giraa.n kii sura.ngo.n me.n
jaltii hu.ii mish.ale.n le ke
Aziz Tamannai
Ghazal
koh-e-giraa.n se kam nahii.n ye pairahan utaar
mai.n kah rahaa huu.n ruuh se ab to badan utaar
Kamal Kataria Karan
MORE MATCHES FOR "koh-e-giraa.n"
Nazm
sarhad-e-hindostan
hind ke baa.nke sipaahii azm ke koh-e-giraa.n
zindaabaad ai faKHr-e-mashriq naazish-e-hindostaa.n
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab zulm-o-sitam ke koh-e-giraa.n
ruu.ii kii tarah u.D jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sifat-e-koh-e-giraa.n jam ke kha.Daa huu.n lekin
raakh ho jaanaa hai ik din tire armaa.n me.n mujhe