SEARCH RESULTS
Showing search results for "koh-e-giraa.n"
Ghazal MATCHES FOR "koh-e-giraa.n"
Ghazal
haqiir zarra bhii koh-e-giraa.n dikhaa.ii de
kabhii kabhii ye zamii.n aasmaa.n dikhaa.ii de
Naseem Muzaffarpuri
Ghazal
koh-e-giraa.n se kam nahii.n ye pairahan utaar
mai.n kah rahaa huu.n ruuh se ab to badan utaar
Kamal Kataria Karan
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sifat-e-koh-e-giraa.n jam ke kha.Daa huu.n lekin
raakh ho jaanaa hai ik din tire armaa.n me.n mujhe
Hasan Jameel
Ghazal
zalzale aa.e.nge tasliim bajaa laa.e.nge
zohd-pindaar abhii koh-e-giraa.n rakhte hai.n
syed raza
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mire dil ko bhaatii hai.n amvaaj-e-sarkash
samundar huu.n koh-e-giraa.n chaahtaa huu.n
Kafeel Anwar
Ghazal
vaqt kaa koh-e-giraa.n kaaT ke farhaad banuu.n
kaamraanii isii raste se hamesha niklii
Quaiser Khalid
Ghazal
jaanib-e-shahr faqiiro.n kii tarah koh-e-giraa.n
phe.nk detaa hai buKHaaraat ko baadal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
chashme kii tarah 'aalam' ash.aar phuuTte hai.n
koh-e-giraa.n kii suurat me.n bhii ubal rahaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
raah me.n hai dard kaa koh-e-giraa.n
kohkan bhii mai.n nahii.n mai.n kyaa karuu.n