SEARCH RESULTS
Showing search results for "kumba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kumba"
Nazm
mardana kamzori
mere kaa.ndhe pe 'aurat ko rakkhaa gayaa
pusht par baap kaa kumba laadaa gayaa
Shoaib Kiani
Hindi Ghazal
ye qalam aur ye kitaabe.n ye samaaj aur kumba
hai tirii tarah ko.ii bojh ko Dhone vaalaa
Prem Kiran
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kumba"
Ghazal
ba.De saliiqe se sab ko sambhaal rakkhaa hai
zaraa sii chuuk se kumba bikhar bhii saktaa hai
Naseem Nikhat
Sher
sunte hai.n ki aabaad yahaa.n thaa ko.ii kumba
aasaar bhii kahte hai.n yahaa.n par ko.ii ghar thaa
Mohsin Zaidi
Mazahiya
har chiiz kii qillat hai 'rahiim' aaj vatan me.n
afsos ki kumba ko.ii chhoTaa nahii.n hotaa
Rauf Raheem
Nazm
logon ka kumba
puure kumbe se nafrat yaa pyaar karo
ek se nafrat ek se pyaar ye kyaa hai
Zahid Dar
Nazm
das bachche KHush-haal gharana
do afraad ke kumbe ko
aaKHir mai.n kaise paaluu.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Ghazal
kaisaa kumba thaa vo jis ke bachche bhii
pair ke KHaak aur KHuun kaa dariyaa paak hu.e
Nasir Shahzad
Ghazal
ab rahtaa hai jis me.n ba.De sarkaar kaa kumba
daalaan to gho.De ke tabele ke liye thaa