SEARCH RESULTS
Showing search results for "lafzon"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lafzon"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Nasir Kazmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "lafzon"
Ghazal
KHayaalo.n kii ghanii KHaamoshiyo.n me.n
ghulii jaatii hai.n lafzo.n kii sadaa.e.n
Ahmad Mushtaq
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
ab apne phiike ho.nTo.n par
kuchh jalte bujhte lafzo.n ke
Mohsin Naqvi
Nazm
urdu zaban
ye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa,
mazaa ghultaa hai lafzo.n kaa zabaa.n par
Gulzar
Sher
tahriir se varna mirii kyaa ho nahii.n saktaa
ik tuu hai jo lafzo.n me.n adaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
kuchh siikh lo lafzo.n ko baratne kaa saliiqa
is shuGl me.n guzraa hai bahut vaqt hamaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
vaqt lafzo.n se banaa.ii hu.ii chaadar jaisaa
o.Dh letaa huu.n to sab KHvaab hunar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
itnaa aasaa.n nahii.n lafzo.n pe bharosaa karnaa
ghar kii dahliiz pukaaregii jidhar jaa.oge
Nida Fazli
Nazm
chalo chhoDo
phir na.e mausam na.e lafzo.n se apnaa silsila jo.Do
mire maazii kii chaahat raa.egaa.n samjho
Mohsin Naqvi
Ghazal
ham se puuchho ki Gazal kyaa hai Gazal kaa fan kyaa
chand lafzo.n me.n ko.ii aag chhupaa dii jaa.e