SEARCH RESULTS
Showing search results for "lan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lan"
Mazahiya
lan-taraanii kii ye lete hai.n namaazii ban kar
hamle sarhad pe kiyaa karte hai.n Gaazii ban kar
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "lan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "lan"
Ghazal
arinii o lan-taraanii kaa sab raaz khul gayaa
kyaa nashsha-e-Gariib hai sharb-ul-yahuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
husn par zebaa nahii.n ye lan-taraanii aap kii
chaar din kii chaa.ndnii hai naujavaanii aap kii
Lala Madhav Ram Jauhar
Mazahiya
begam kii la.an-ta.an hai aur merii shaa.erii
ik sher ghar me.n baiTh ke kahnaa muhaal hai
Nashtar Amrohvi
Ghazal
suniye to shaiKH jii kii zaraa lan-taraaniyaa.n
huuro.n kaa zikr-e-KHair hai jannat kii baat hai
Talib Dehlavi
Mazahiya
imtihaa.n ham ne diye hai.n naujavaanii me.n bahut
aur number le chuke hai.n lan-taraanii me.n bahut
Mohammad Yusuf Papa
Ghazal
ye har shaKHs kii lan-taraanii hai kaisii
ki har aa.nkh to chashm-e-muusaa nahii.n hai
Mubarak Azimabadi
Ghazal
lan-taraanii ke ye ma.anii hai.n bajaa hai daavaa
dekhe be-parda tujhe ko.ii ye maqduur nahii.n
Mirza Raza Barq
Ghazal
o barq-e-tuur taa-ba-kujaa lan-taraaniyaa.n
pathraa ga.ii.n hai.n aa.nkhe.n mire intizaar me.n












