SEARCH RESULTS
Showing search results for "lazzat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lazzat"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
kahnii hai mujh ko ek baat aap se ya.anii aap se
aap ke shahr-e-vasl me.n lazzat-e-hijr bhii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
rahrav-e-raah-e-mohabbat rah na jaanaa raah me.n
lazzat-e-sahraa-navardii duurii-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
lajaajat
लजाजतلجاجت
coyness, shyness
युद्ध करना, लड़ना, बढ़ा- चढ़ाकर बात करना, गिड़गिड़ाना, हाहा खाना, खुशामद के लिए दाँत निकालना, नम्रता, विनीति, आजिज़ी।।
MORE MATCHES FOR "lazzat"
Sher
ulfat me.n baraabar hai vafaa ho ki jafaa ho
har baat me.n lazzat hai agar dil me.n mazaa ho
Ameer Minai
Ghazal
lazzat-e-iijaad-e-naaz afsuun-e-arz-e-zauq-e-qatl
na.al aatish me.n hai teG-e-yaar se naKHchiir kaa
Mirza Ghalib
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii