SEARCH RESULTS
Showing search results for "libaas-e-shahaana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "libaas-e-shahaana"
Ghazal
ra.ngii.n-KHayaaliyaa.n dam-e-fikr-e-suKHan na thii.n
zeb tan-e-uruus libaas-e-shahaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
'fazaa' tujhii ko ye saffaaki-e-hunar bhii milii
ik ek lafz ko yuu.n be-libaas kar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo saahibaan-e-basiirat the be-libaas hu.e
faziilato.n kii ye dastaar kis ke sar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Nazm
jahan rehana rahti thi
mire jazbaat kii devii mire ash.aar kii malka
vo malka jo ba-ra.ng-e-azmat-e-shaahaana rahtii thii
Akhtar Shirani
Ghazal
Bishan Dayal Shad Dehlvi
MORE MATCHES FOR "libaas-e-shahaana"
Ghazal
ye khusravii-o-shaukat-e-shaahaana mubaarak
ye qasr ye KHuddaam ye kaashaana mubaarak
Bedam Shah Warsi
Ghazal
sukuut-e-gumbad-e-shaahaana me.n KHalal aaya
sunii hai guu.nj saKHaavat ke taaziyaane kii
Shabbir Shahid
Ghazal
asr-e-haazir ko mubaarak ho nayaa daur-e-avaam
apnii Thokar me.n sar-e-shaukat-e-shaahaana liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
padmani
raunaq-e-KHavlat-e-shaahaana banaayaa tujh ko
naazish-e-himaat-e-mardaana banaayaa tujh ko
Suroor Jahanabadi
Ghazal
ghar se ba-ishrat-e-shaahaana ham aa.e the magar
un ke kuuche se chale jab to faqiiraana chale