SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaamaat-e-aah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqaamaat-e-aah"
Ghazal
rahmate.n zahmate.n ban jaatii hai.n aksar ai 'aah'
ho na ye sail-e-balaa kaalii ghaTaa se Dariye
Aah Sambhali
Ghazal
hamaare baa'd bhii raunaq na aa.ii us ghar par
charaaG ek havaa ko ka.ii bujhaane the
Aah Sambhali
Ghazal
Aah Sambhali
MORE MATCHES FOR "maqaamaat-e-aah"
Ghazal
tujhe KHabar nahii.n taamiir-e-nau ke paagal-pan
chhate.n girii.n to parindo.n ke aashiyaane ga.e
Aah Sambhali
Ghazal
hunar-afshaani-e-KHaama ko du.aa do ki 'fazaa'
lafz ko sahl hu.aa naafa-e-aahuu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
is qadar bhii ko.ii baato.n me.n na aa.e ai dil
un kii har baat bajaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
KHada.ng-e-aah ko roke rahaa huu.n furqat me.n
KHayaal hai mujhe aflaak kii tabaahii kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bulbul na baaz aa.iyo fariyaad-o-aah se
kab tak na hogii qalb-e-gul-e-tar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dil-daadgaan-e-lazzat-e-iijaad kyaa kare.n
sailaab-e-ashk-o-aah pe buniyaad kyaa kare.n
