SEARCH RESULTS
Showing search results for "martaba-e-sadq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "martaba-e-sadq"
Ghazal
zinhaar agar ahl-e-havas tujh pe fidaa huu.n
ye martaba-e-sadq-o-safaa mere liye hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
na puuchh martaba-o-shaan-e-KHaak-daan-e-majaaz
zamiin-e-arsh se uu.nchaa hai aasmaan-e-majaaz
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
kam ho sakaa na martaba-e-be-KHudii-e-shauq
aql-o-KHirad ke sad.haa kamaalo.n ke baavajuud
Qadir Siddiqi
Ghazal
mire KHudaa ne ataa kii mujhe zabaa.n aur phir
zabaa.n ko martaba-e-jur.at-e-savaal diyaa
Sarshar Siddiqui
BOOKS MATCHES FOR "martaba-e-sadq"
MORE MATCHES FOR "martaba-e-sadq"
Ghazal
milii mujhe tirii ham-saa.egii so duniyaa me.n
tamiiz-e-martaba-e-koh-o-kaah karne ko
Ahmad Javaid
Ghazal
jaan le naaz agar martaba-e-ijz-o-niyaaz
husn sau jaan se KHud ishq kaa KHvaahaa.n ho jaa.e
Ahsan Marahravi
Ghazal
kaun se log the zulmaat ke sahraa.o.n me.n
ki jinhe.n martaba-e-izz-o-sharf khii.nchtaa hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
kaho to ham bhii chale.n 'faiz' ab nahii.n sar-e-daar
vo farq-e-martaba-e-KHaas-o-aam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mizaaj-o-martaba-e-chashm-e-nam ko pahchaane
jo tujh ko dekh ke aa.e vo ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Sher
mizaaj-o-martaba-e-chashm-e-nam ko pahchaane
jo tujh ko dekh ke aa.e vo ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
jab tak hai dil-e-zaar me.n ik qatra-e-KHuu.n bhii
kam-martaba-e-lauh-e-o-qalam hone na de.nge
Saghar Nizami
Ghazal
buland martaba-e-musht-e-KHaak usii ne kiyaa
tamaam fahm-o-zakaa-o-nazar usii se milii
