SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashkiiza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mashkiiza"
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
KHushk mashkiiza liye KHaalii palaTnaa hai use
aur dariyaa.o.n kaa shiiraaza bikhar jaanaa hai
Rakib Mukhtar
Ghazal
mai.n apnii pyaas ke hamraah mashkiiza uThaa.e
ki in sairaab logo.n me.n ko.ii pyaasaa milegaa
Sarvat Husain
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "mashkiiza"
MORE MATCHES FOR "mashkiiza"
Ghazal
ik ghuu.nT kii vaq.at mire pindaar se kam thii
is baat se vaaqif miraa mashkiiza hai yaa mai.n
Saud Usmani
Sher
kis pyaas se KHaalii hu.aa mashkiiza hamaaraa
dariyaa se jo uTh aa.e hai.n sahraa kii taraf ham
Afzal Gauhar Rao
Nazm
saloni sardiyon ki nazm
sharaabe.n aur mashkiiza sahar kaa
abhii hai jism paakiiza gajar kaa
Aamir Suhail
Ghazal
Khalid Karrar
Ghazal
mai.n dekh haath me.n mashkiiza le ke aayaa huu.n
ki ek pyaase ko ye regzaar paanii hai
Ahmad Irfan
Ghazal
kausar se bhar ke saaqii ne bhejaa thaa ham ko jo
mashkiiza-e-sharaab farishte se kho gayaa