SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashkiiza"
Ghazal MATCHES FOR "mashkiiza"
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
KHushk mashkiiza liye KHaalii palaTnaa hai use
aur dariyaa.o.n kaa shiiraaza bikhar jaanaa hai
Rakib Mukhtar
Ghazal
mai.n apnii pyaas ke hamraah mashkiiza uThaa.e
ki in sairaab logo.n me.n ko.ii pyaasaa milegaa
Sarvat Husain
Ghazal
uTh rahii hai merii miTTii se sadaa-e-al-atash
KHaalii mashkiiza liye apnaa ghaTaa KHaamosh hai
Ameer Imam
Ghazal
ik ghuu.nT kii vaq.at mire pindaar se kam thii
is baat se vaaqif miraa mashkiiza hai yaa mai.n
Saud Usmani
Ghazal
Khalid Karrar
Ghazal
mai.n dekh haath me.n mashkiiza le ke aayaa huu.n
ki ek pyaase ko ye regzaar paanii hai
Ahmad Irfan
Ghazal
kausar se bhar ke saaqii ne bhejaa thaa ham ko jo
mashkiiza-e-sharaab farishte se kho gayaa
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
kyaa kyaa na mai.n mashkiiza-e-alfaaz me.n bhar luu.n
ik baar agar mauj-e-ma.aanii nazar aa.e
Daniyal Tareer
Ghazal
Taseer Jafry
Ghazal
tiiro.n kii bauchha.D bhii sahnaa hai mujh ko
mere haath me.n hai mashkiiza paanii kaa
Shahid Meer
Ghazal
ab to panghaT kii vo doshiiza talaasho jis ko
na bhar aataa hai na mashkiiza sambhaal aataa hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
KHushk mashkiiza-e-hulquum kii nigaraanii me.n
pyaas ke KHitte ko dariyaa se alag rakkhaa hai
Shahid Kamal
Ghazal
aatish-giir masaafat hai aur ik ristaa mashkiiza
kab tak saath rahegaa aaKHir ye bechaara paanii
Fauzia Shaikh
Ghazal
kis pyaas se KHaalii hu.aa mashkiiza hamaaraa
dariyaa se jo uTh aa.e hai.n sahraa kii taraf ham
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
hausla haar ga.ii tishna-dahaanii 'haqqii'
ab tuu mashkiiza uThaa aur mujhe paanii de