SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslihate.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maslihate.n"
Nazm
do ishq
KHairiyyat-e-jaa.n raahat-e-tan sehhat-e-daamaa.n
sab bhuul ga.ii.n maslihate.n ahl-e-havas kii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hazaar maslihate.n jis me.n kaar-farmaa ho.n
vo ik nigaah-e-karam ham pe baar guzrii hai
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
Hayat Amrohvi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "maslihate.n"
MORE MATCHES FOR "maslihate.n"
Ghazal
ek aalam se judaa maslihate.n hai.n is kii
kaun har baat pe uljhe tire diivaane se
Nihal Sevharvi
Ghazal
tamaam maslihate.n vaqf hai.n KHirad ke liye
nahii.n hai sheva-e-ahl-e-junuu.n vafaa ke sivaa
Zabt Ansari
Ghazal
sab us kii maslihate.n hai.n bashar ko duniyaa me.n
kabhii 'uruuj kabhii vo zavaal detaa hai
Zaki Mahfooz
Sher
vo jaantaa hai magar bevafaa nahii.n kahtaa
ab us kii maslihate.n kyaa bataa.e.n dukh kii hai.n
Ahmad Sageer
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Sher
ik tujh ko dekhne ke liye bazm me.n mujhe
auro.n kii samt maslahatan dekhnaa pa.Daa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
yahii hai maslahat-e-jabr-e-ehtiyaat to phir
ham apnaa haal kahe.nge chhupaa ke lahje me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
zaraa bhii daKHl nahii.n is me.n in havaa.o.n kaa
hame.n to maslahatan apnii KHaak u.Daanii hai
Abhishek Shukla
Ghazal
chup-chaap sahii maslahatan vaqt ke haatho.n
majbuur sahii vaqt se haaraa to nahii.n huu.n
Aaftab Muztar
Ghazal
kuchh aur maslahat-e-jazb-e-ishq hai varna
kisii se chhuT ke tabii.at sambhal to saktii hai