SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslihate.n"
Ghazal MATCHES FOR "maslihate.n"
Ghazal
hazaar maslihate.n jis me.n kaar-farmaa ho.n
vo ik nigaah-e-karam ham pe baar guzrii hai
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
Asrar Zaidi
Ghazal
ek aalam se judaa maslihate.n hai.n is kii
kaun har baat pe uljhe tire diivaane se
Nihal Sevharvi
Ghazal
tamaam maslihate.n vaqf hai.n KHirad ke liye
nahii.n hai sheva-e-ahl-e-junuu.n vafaa ke sivaa
Zabt Ansari
Ghazal
sab us kii maslihate.n hai.n bashar ko duniyaa me.n
kabhii 'uruuj kabhii vo zavaal detaa hai
Zaki Mahfooz
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
yahii hai maslahat-e-jabr-e-ehtiyaat to phir
ham apnaa haal kahe.nge chhupaa ke lahje me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
zaraa bhii daKHl nahii.n is me.n in havaa.o.n kaa
hame.n to maslahatan apnii KHaak u.Daanii hai
Abhishek Shukla
Ghazal
chup-chaap sahii maslahatan vaqt ke haatho.n
majbuur sahii vaqt se haaraa to nahii.n huu.n
Aaftab Muztar
Ghazal
kuchh aur maslahat-e-jazb-e-ishq hai varna
kisii se chhuT ke tabii.at sambhal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham maslahat-e-vaqt ke qaa.il nahii.n yaaro
ilzaam jo denaa hai sar-e-aam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
har shai se muqaddas hai KHayaalaat kaa rishta
kyuu.n maslahato.n par use qurbaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
karuu.n masaafate.n naa-aafriida raaho.n kii
mujh aisaa baa'd me.n aavaaraa-sar nahii.n aanaa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
sar KHam ho agar maslahat-e-vaqt ke aage
is jabr-e-musalsal ko ibaadat na samajhnaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ra.ngiin saa.ato.n me.n kahaa.n vo malaahate.n
parchhaa.iyo.n kaa jaal hai ra.anaa.iyo.n me.n bhii