SEARCH RESULTS
Showing search results for "matab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "matab"
Ghazal
dekhiye jis ko use dhun hai masiihaa.ii kii
aaj kal shahr ke biimaar matab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Jaun Eliya
Nazm
saDak
nafiis apne cluff kii shikno.n ko ro rahaa hai
hakiim apne matab ke shiisho.n ko dho rahaa hai
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
mai.n to hairaa.n huu.n matab hai ki dar-e-yaar hai ye
yaa.n to biimaar pe biimaar chale aate hai.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
mai.n to hairaa.n huu.n matab hai ki dar-e-yaar hai ye
yaa.n to biimaar pe biimaar chale aate hai.n
Jurat Qalandar Bakhsh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "matab"
Ghazal
peT kii aag bujhaane kaa sabab kar rahe hai.n
is zamaane ke ka.ii miir matab kar rahe hai.n
Shakeel Jamali
Mazahiya
Anwar Masood
Ghazal
huu.n vo laachaar sitam jis ko du.aa.e.n Dhuu.nDe.n
huu.n vo biimaar maraz jis ko matab puuchhtaa hai
Nitin Nayab
Nazm
taqaddus-e-maab
vo iKHtilaaj-e-qalb hu.aa thaa ki ek din
haazir hu.aa hakiim-e-matab kii janaab me.n
Asrar jamayee
Ghazal
ik masiihaa-e-mohabbat kaa matab saamne thaa
aur mai.n shauq se biimaar hu.aa kartaa thaa
Aarif Nazeer
Ghazal
hame.n umiid-e-mudaavaa kisii se kyo.n hotii
hamaare dard-e-jigar kaa matab tumhii.n to the