1815 - 1897 | Hyderabad, Pakistan
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
pūjtā huuñ kabhī but ko kabhī paḌhtā huuñ namāz
merā maz.hab koī hindū na musalmāñ samjhā
pujta hun kabhi but ko kabhi paDhta hun namaz
mera mazhab koi hindu na musalman samjha
ḳhat dekh kar mirā mire qāsid se yuuñ kahā
kyā gul nahīñ huā vo charāġh-e-sahar hanūz
KHat dekh kar mera mere qasid se yun kaha
kya gul nahin hua wo charagh-e-sahar hanuz
koī āzād ho to ho yaaro
ham to haiñ ishq ke asīroñ meñ
koi aazad ho to ho yaro
hum to hain ishq ke asiron mein
Deewan-e-Matam
Deewan-e-Urdu
1990
ko.ii aazaad ho to ho yaaro ham to hai.n ishq ke asiiro.n me.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
The best way to learn Urdu online
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
A three-day celebration of Urdu