SEARCH RESULTS
Showing search results for "mauqaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mauqaa"
Sher
eid kaa din hai gale aaj to mil le zaalim
rasm-e-duniyaa bhii hai mauqa.a bhii hai dastuur bhii hai
Qamar Badayuni
Ghazal
laa.e ba-ruu-e-kaar na husn o jamaal ko
mauqa.a thaa phir bhii raat na ra.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mauqaa"
Nazm
marhum aur mahrum
hazaaro.n qarz the mujh par tumhaarii ulfat ke
mujhe vo qarz chukaane kaa mauqa to dete
Zubair Ali Tabish
Ghazal
mai.n aap ke qariib hii hotaa huu.n har gha.Dii
mauqa kabhii pa.De to sadaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sukuut chhaayaa hai insaaniyat kii qadro.n par
yahii hai mauqa-e-iz.haar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
KHudaa ke vaaste mauqa.a na de shikaayat kaa
ki dostii kii tarah dushmanii nibhaayaa kar
Saqi Faruqi
Sher
jamhuuriyat ke biich pha.nsii aqaliyat thaa dil
mauqa jise jidhar se milaa vaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
zindagii apne savaaro.n ko giraatii jab hai
ek mauqaa bhii nahii.n detii sambhalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
isii honii ko to qismat kaa likhaa kahte hai.n
jiitne kaa jahaa.n mauqa.a thaa vahii.n maat hu.ii
Manzar Bhopali
Ghazal
daastaan-e-Gam-e-dil kaun kahe kaun sune
bazm me.n mauqa-e-iz.haar-e-KHayaalaat to ho