SEARCH RESULTS
Showing search results for "maz.har"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maz.har"
Nazm
taj-mahal
taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hii sahii
tujh ko is vaadi-e-ra.ngii.n se aqiidat hii sahii
Sahir Ludhianvi
Sher
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
PAGE MATCHES FOR "maz.har"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maz.har"
Sher
rusvaa agar na karnaa thaa aalam me.n yuu.n mujhe
aisii nigaah-e-naaz se dekhaa thaa kyuu.n mujhe
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Mazhar Imam
Qasida
mai.n ne maanaa ki tuu hai halqa-ba-gosh
'Gaalib' us kaa magar nahii.n hai Gulaam
Mirza Ghalib
Sher
asr-e-nau mujh ko nigaaho.n mai.n chhupaa kar rakh le
ek miTtii hu.ii tahziib kaa sarmaaya huu.n
Mazhar Imam
Ghazal
na tuu milne ke ab qaabil rahaa hai
na muj ko vo dimaaG o dil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Nazm
aql-o-dil
huu.n mufassir kitaab-e-hastii kii
maz.har-e-shaan-e-kibriyaa huu.n mai.n
Allama Iqbal
Ghazal
apne kho.e hu.e lamhaat ko paayaa thaa kabhii
mai.n ne kuchh vaqt tire saath guzaaraa thaa kabhii











