SEARCH RESULTS
Showing search results for "mehnat-kash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mehnat-kash"
Sher
mai.n ki ek mehnat-kash mai.n ki tiirgii-dushman
sub.h-e-nau ibaarat hai mere muskuraane se
Majrooh Sultanpuri
Nazm
dekho main kis shan se aai
mehnat-kash mazduur bichaare
sab hii mere vaar se haare
Rukhsana Saba
MORE MATCHES FOR "mehnat-kash"
Ghazal
sonaa ghanTo.n ghanTo.n aag me.n taptaa hai
mehnat-kash hote hai.n sab taabinda log
Nitin Kabir
Kulliyat
mujh saa mehnat-kash mohabbat me.n nahii.n
har zamaa.n kartaa rahaa huu.n jaa.n-kanii
Meer Taqi Meer
Nazm
bayaban-e-basra
magar ik iztiraarii sii zaqand apnii
azal se jo malaamat cash kam aazaar mehnat-kash
Shafiq Fatima Shera
Ghazal
mai.n ki ek mehnat-kash mai.n ki tiirgii-dushman
sub.h-e-nau ibaarat hai mere muskuraane se
Majrooh Sultanpuri
Nazm
shikast-e-zindan
nazar uThaa ki vo tere vatan ke mehnat-kash
gale se kohna Gulaamii kaa tauq utaar aa.e
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Muhibur Rahman Wafa
Ghazal
yahii sila hai tirii mehnato.n kaa mehnat-kash
tirii jabii.n pe jo ye aaftaab hai kyaa hai
Inam Sharar Ayyubi
Kulliyat
ham-nashii.n jaa baiTh mehnat-kash ko.ii dil chaahiye
ishq teraa kaam hai tuu hai baGal-parvar bahut