SEARCH RESULTS
Showing search results for "miskiin"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "miskiin"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "miskiin"
Ghazal
vaqt hai gar bulbul-e-miskii.n zuleKHaa.i kare
yuusuf-e-gul jalva-farmaa hai ba-baazaar-e-chaman
Mirza Ghalib
Ghazal
KHairaat mohabbat kii phir bhii na milii ham ko
ham laakh nazar aa.e miskiin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
bahut aataa hai yaad ai sabr-e-miskii.n
KHudaa KHush rakkhe tujh ko tuu jahaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Mazahiya
sadma pahu.nchaa jis se tillii ko bahut miskiin kii
aa ke gho.De se liyaa saa.iis ne us ko utaar
Altaf Hussain Hali
Ghazal
us mah baGair 'miir' kaa marnaa ajab hu.aa
har-chand marg-e-aashiq miskii.n ajab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Sher
KHafaa bhii ho ke jo dekhe to sar nisaar karuu.n
agar na dekhe to phir bhii hai ik salaam se kaam
Miskeen Shah
Rubai
miskiin gadaa ho yaa ho shaah-e-zii-jaah
bimaarii-o-maut se kahaa.n kis ko panaah