SEARCH RESULTS
Showing search results for "miskiin"
Ghazal MATCHES FOR "miskiin"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vaqt hai gar bulbul-e-miskii.n zuleKHaa.i kare
yuusuf-e-gul jalva-farmaa hai ba-baazaar-e-chaman
Mirza Ghalib
Ghazal
KHairaat mohabbat kii phir bhii na milii ham ko
ham laakh nazar aa.e miskiin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
bahut aataa hai yaad ai sabr-e-miskii.n
KHudaa KHush rakkhe tujh ko tuu jahaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us mah baGair 'miir' kaa marnaa ajab hu.aa
har-chand marg-e-aashiq miskii.n ajab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
Wasif Dehlvi
Ghazal
Syed Shiban Qadri
Ghazal
taaqat ke aage garba-e-miskii.n kii myaa.un myaa.un
naa-taaqatii ko dekh ke panja nikaaliye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
ba.ad muddat gardish-e-tasbiih se 'miskii.n' hame.n
daana-e-tasbiih me.n zunnaar aataa hai nazar
Miskeen Shah
Ghazal
haal aa jaa.e abhii sab saakinaan-e-charKH ko
tuu bhii ho jaave ai 'miskii.n' sun ke ye ash.aar mast
Miskeen Shah
Ghazal
nahiif laaGar-o-miskiin mustahiq saare
gale lagaa.o bichaaro.n ko KHuub pyaar karo
Tariq Mustafa
Ghazal
tuu apne bakne se 'miskii.n' na ham se duur hu.aa
tujhe to bakne se mujh ko hai apne kaam se kaam
Miskeen Shah
Ghazal
kartaa hai qatl aashiq-e-miskii.n ko bazm me.n
duzdiida dekhnaa tiraa aGyaar kii taraf