SEARCH RESULTS
Showing search results for "misra-e-shamshaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "misra-e-shamshaad"
Ghazal
jaa.e gulshan me.n jo tuu ai naunihaal
kyaa tavaarud misra-e-shamshaad ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
shabiih khii.ngaa ik gul ke qadd-e-mauzuu.n kii
likhegaa misra-e-shamshaad kaa javaab qalam
Peer Sher Mohammad Ajiz
Ghazal
har ek lamha miraa guzraa is tarah 'shamshaad'
ki jaise gardish-e-haalaat kii sadii guzrii
Shamshad Kukravi
Ghazal
Shamshad Kukravi
Ghazal
jab use raas na aa.ii mirii chaahat 'shamshaad'
phir bhalaa kaise karuu.n us kii tamanna aaKHir
Shamshad Kukravi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "misra-e-shamshaad"
Ghazal
ye aur baat misraa-e-uulaa me.n kuchh nahii.n
lekin vo husn misra-e-saanii me.n de gayaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
ye aur baat misraa-e-uulaa me.n kuchh nahii.n
lekin vo husn misra-e-saanii me.n de gayaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
'shamshaad' ko haqiiqat-e-kirdaar kaa hai 'ilm
haajat use kahaa.n hai kisii bhii nisaab kii
Shmashad Husain
Ghazal
sulagnaa andar andar misra-e-tar sochte rahnaa
badan par Daal kar zaKHmo.n kii chaadar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHush-qado.n ne jo kiyaa sher-o-suKHan kaa jalsa
tarah hone ke liye misra.a-e-shamshaad aaya
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
vo sair-e-chaman ke liye aa rahaa hai
aka.Dnaa na shamshaad itnaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aaraa.ish-e-kaakul kaa bhalaa hosh rahegaa
jo rashk-e-KHam-e-turra-e-shamshaad karoge
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
diid us kii hai karo jis ne banaayaa sab kuchh
na ki har lahza fidaa-e-gul-o-shamshaad raho
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
yaad me.n us qad o ruKHsaar ke ai Gam-zadagaa.n
jaa ke Tuk baaG me.n sair-e-gul-o-shamshaad karo