SEARCH RESULTS
Showing search results for "mubaalaga"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mubaalaga"
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
kahaa ye dil ne sunii guftuguu jo naaseh kii
mubaalaGa hai bahut is me.n vaaqi.a kam hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
un se ab iltifaat kii Gair ko hai.n shikaayate.n
sun ke miraa mubaalaGa minnat-e-ehtiraaz me.n
Momin Khan Momin
Mazahiya
kahtaa nahii.n hai ko.ii bhii ash.aar-e-baaliGa
allaah ko pasand nahii.n hai mubaalaGa
Saghar Khayyami
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "mubaalaga"
MORE MATCHES FOR "mubaalaga"
Ghazal
mubaalaGa hai ki hai 'sarfaraaz' husn-e-nazar
kabhii vo phuul kabhii maahtaab lagtaa hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
jo rabt merii tirii nabz Duubne tak hai
mubaalaGa bhii kare.n to nibaahane tak hai
Khalid Iqbal Yasir
Mazahiya
mahbuub ke bayaa.n me.n ho laazim mubaalaGa
chehre ko phuul zulf ko ham azhdahaa likhe.n
Shaukat Jamal
Ghazal
kaliid-e-qufl-e-dar-e-aarzuu hai.n us kii bhave.n
bilaa-mubaalaGa kahtaa huu.n ins-o-jaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
is ko mubaalaGa na kahe.n aap to hai arz
baaG-e-bahisht kuucha-e-jaanaa.n kaa aks hai
Waqar Sahar
Ghazal
tho.Daa bahut mubaalaGa jaa.ez to hai magar
tum ibtizaal se bhii bachaa kar Gazal kaho
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
mubaalaGa nahii.n ye ik aTal haqiiqat hai
jo us ko dekh le us kaa malang ho jaa.e
Nahreer Javed
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Mukhammas
ye baalak-haT ke sabab ke mutaalbe hii sahii
''kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
Ain Seen
Ghazal
maslak-e-'ishq faqiiro.n ne kiyaa thaa aaGaaz
ai muballiG tire maz.hab se bahut din pahle
Anwar Shuoor
Nazm
zindagi
us ke ra.ngo.n kaa ahaata kar sake
magar ra.ngiin-set bhii to shaa.iraana mubaalGe se kaam lete hai.n