SEARCH RESULTS
Showing search results for "mudda.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mudda.ii"
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bane hai.n ahl-e-havas mudda.ii bhii munsif bhii
kise vakiil kare.n kis se munsifii chaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mudda.ii"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hotaa hai zard sun ke jo naamard mudda.ii
rustam kii daastaa.n hai hamaaraa fasaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
zamaana dekhtaa huu.n kyaa karegaa mudda.ii ho kar
nahii.n bhii ho to bismillaah mere mudda.aa tum ho
Sarshar Sailani
Ghazal
be-zaar jaan se jo na hote to maa.ngte
shaahid shikaayato.n pe tirii mudda.ii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa ki aaj har ik mudda.ii ke lab par hai
vo raaz jis ne hame.n raa.nda-e-zamaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haal-e-dil yaar ko mahfil me.n sunaa.uu.n kyuu.n kar
mudda.ii kaan udhar aur idhar rakhte hai.n