SEARCH RESULTS
Showing search results for "mudda.ii"
Nazm MATCHES FOR "mudda.ii"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bane hai.n ahl-e-havas mudda.ii bhii munsif bhii
kise vakiil kare.n kis se munsifii chaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu ka suragh
kisii ko bahr-e-samaa.at na vaqt thaa na dimaaG
na mudda.ii na shahaadat hisaab paak hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
idhar na dekho
jo azm-o-himmat ke mudda.ii the
ab un ke haatho.n me.n sidq-e-iimaa.n kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
chaahtii thii luu.n libaade ko uchak
mudda.ii ko duu.n sar-e-maidaan zak
Ismail Merathi
Nazm
ishq-e-na-tamam
ek din yuu.n hu.aa husn-e-sarkaar me.n
mudda.ii jo na the mudda.aa ho ga.e
Khursheed Akbar
Nazm
shimla
ba-naam 'arsh' bulandii kaa mudda.ii huu.n mai.n
durust hai ki zamii.n par mujhe amaa.n na mile
Arsh Malsiyani
Nazm
izafi zaruraton ke liye ek nazm
jis me.n vahii ho.nge mudda.ii
vahii ho.nge munsif
Anwar Sen Roy
Nazm
yatim insaf
kisii ke paas samaa.at kaa vaqt hai na dimaaG
zabaan-e-mudda.ii KHam hai shahaadat aavaara
Ashok Lal
Nazm
mawaKHiza
hujuum bahar-tamaasha kha.Daa hai galiyo.n me.n
ye asr-e-KHuu.n kii kifaalat kaa mudda.ii hai abhii
Aziz Qaisi
Nazm
insan ka dil
mudda'ii 'ishq-e-haqiiqii kaa ye rahtaa hai magar
daulat-e-husn-e-majaazii kaa KHariidaar bhii hai
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
tulu-e-islam
bayaa paidaa KHariidaa raast jaan-e-naa-tavaan-e-raa
pas az muddat guzaar uftaad barmaa kaarvaane raa
Allama Iqbal
Nazm
KHwab nahin dekha hai
mai.n ne muddat se ko.ii KHvaab nahii.n dekhaa hai
raat khilne kaa gulaabo.n se mahak aane kaa
Waseem Barelvi
Nazm
hitch-hiker
ek muddat hu.ii lailaa-e-vatan se bichh.De
ab bhii riste hai.n magar zaKHm puraane mere
Ahmad Faraz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aql jis se sar-ba-zaanuu hai vo muddat in kii hai
sarguzisht-e-nau-e-insaa.n ek saa.at un kii hai