SEARCH RESULTS
Showing search results for "mudda.ii"
Ghazal MATCHES FOR "mudda.ii"
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hotaa hai zard sun ke jo naamard mudda.ii
rustam kii daastaa.n hai hamaaraa fasaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
zamaana dekhtaa huu.n kyaa karegaa mudda.ii ho kar
nahii.n bhii ho to bismillaah mere mudda.aa tum ho
Sarshar Sailani
Ghazal
be-zaar jaan se jo na hote to maa.ngte
shaahid shikaayato.n pe tirii mudda.ii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa ki aaj har ik mudda.ii ke lab par hai
vo raaz jis ne hame.n raa.nda-e-zamaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
haal-e-dil yaar ko mahfil me.n sunaa.uu.n kyuu.n kar
mudda.ii kaan udhar aur idhar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
mudda.ii taKHt ke aate hai.n chale jaate hai.n
shahr kaa taaj ko.ii KHaak-basar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mudda.ii basta-zabaa.n kyuu.n na ho sun kar mire sher
kyaa chale sehr kii jab saahib-e-ejaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kahuu.n jo haal to kahte ho mudda.aa kahiye
tumhii.n kaho ki jo tum yuu.n kaho to kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
tum apne ho to nahii.n Gam kisii muKHaalif kaa
zamaana kyaa hai falak kyaa hai mudda.ii kyaa hai